Tuesday, August 10, 2010

Dard Tham Jayega

Gham nah kar, gham nah kar

Dard tham jayega
gham na kar, gham na kar
Yaar laut ayengey, dil thehar jayega
gham na kar gham na kar
Zakhm bhar jayega
gham na kar, gham na kar
Din nikal aayega
gham na kar, gham na kar
Abar khul jayega, raat dhal jayegi
gham na kar, gham na kar
Rut badal jayegi
gham na kar, gham na kar


FAIZ Ahmed Faiz

No comments: